Rukhe Mustafa ka jamal Allah Allah Lyrics

 

 

 

Rukhe Mustafa ka Jamaal Allah Allah

Hai Konain mein be-misaal Allah Allah

 

Rukhe Mustafa ka Jamaal Allah Allah

 

Katein sar bhi jinke Sunaayein Tilaawat

Hai Aesi Muhammad ki Aal Allah Allah

 

Rukhe Mustafa ka Jamaal Allah Allah

 

Are Aesa Daata kahin na milega

Jo de bhik Qabl Sawaal Allah Allah

 

Rukhe Mustafa ka Jamaal Allah Allah

 

Jo zere sitam bhi wo yaad aayi surat

Tadap kar kahein fir Bilaal Allah Allah

 

Rukhe Mustafa ka Jamaal Allah Allah

Comments