Jashn Manao Jashn Manao

Jande lagao Jande lagao

Ghar ko sajao Ghar ko sajao

Galiyan sajao Galiyan sajao

 

Nabi ka jashna manao Nabi se pyar karo

Khuda ka hukm hai yaaron Nabi se pyar karo

 

Sarkar ki Aamad …. Marhaba

Sardar ki Aamad …. Marhaba

Mukhtar ki Aamad …. Marhaba

Salar ki Aamad …. Marhaba

Gamkhwar ki Aamad …. Marhaba

 

Kyun Barwih pe hai sabhi ko pyar aa gaya

Aaya isi din Ahmade Mukhtar aa gaya

Nabi ka jashna manao Nabi se pyar karo

Khuda ka hukm hai yaaron Nabi se pyar karo

 

Bashir ki Aamad …. Marhaba

Nazir ki Aamad …. Marhaba

Munir ki Aamad …. Marhaba

Baseer ki Aamad …. Marhaba

Shaheer ki Aamad …. Marhaba

 

Ghar Aamena ke Sayyide Abrar aa gaya

Khushiyan Manao gamzadon gamkhwar aa gaya

Nabi ka jashna manao Nabi se pyar karo

Khuda ka hukm hai yaaron Nabi se pyar karo

 

Aula ki Aamad …. Marhaba

Aala ki Aamad …. Marhaba

Wala ki Aamad …. Marhaba

Bala ki Aamad …. Marhaba

Sarwar ki Aamad …. Marhaba

 

Barsin gataein rehmaton ki jum jum kar

Rehmat sarapa jab Mera Sardar aa gaya

Nabi ka jashna manao Nabi se pyar karo

Khuda ka hukm hai yaaron Nabi se pyar karo

 

Alim ki Aamad …. Marhaba

Halim ki Aamad …. Marhaba

Hakim ki Aamad …. Marhaba

Azim ki Aamad …. Marhaba

Aaqa ki Aamad …. Marhaba

 

Attar ko jo dega uttha hashr mein ye shor

Dekho Gulame Sayyide Abrar aa gaya

Nabi ka jashna manao Nabi se pyar karo

Khuda ka hukm hai yaaron Nabi se pyar karo

 

Sarkar ki Aamad …. Marhaba

Sardar ki Aamad …. Marhaba

Mukhtar ki Aamad …. Marhaba

Salar ki Aamad …. Marhaba

Gamkhwar ki Aamad …. Marhaba